Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJaane Kya
HomeJaane Kya
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jaane kya ho jaaye jab dil se dil takraaye sach hai pehle pehle lagta hai darr hoooo ooooo oooo ooooo pehle dil ghabraaye phir aisa jaadoo chhaaye dil ko reh naa jaaye dil ki khabar hoooo ooooo oooo ooooo jaane kya ho jaaye jab dil se dil takraaye sach hai pehle pehle lagta hai darr hoooo ooooo oooo ooooo jaane kya ho jaaye chhalke badan se kaliyaan gulaab ki koi misaal kya tere shabaab ki paayega kya tu har bhed khol ke aankhon se naap ke nazron mein tol ke chhalke badan se kaliyaan gulaab ki koi misaal kya tere shabaab ki paayega kya tu har bhed khol ke aankhon se naap ke nazron mein tol ke jaane kya ho jaaye jab dil se dil takraaye sach hai pehle pehle lagta hai darr hoooo ooooo oooo ooooo jaane kya ho jaaye nazren mila ke chaahe tu jhoom le zulfon ko bhool jaa khushboo ko choom le mehke jawaani baahon ke haar mein reh jaaye hosh kyun chadti bahaar mein nazren mila ke chaahe tu jhoom le zulfon ko bhool jaa khushboo ko choom le mehke jawaani baahon ke haar mein
jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai neend nahin aati badi lambi raat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai neend nahin aati badi lambi raat hai saari saari raat mujhe kisne jagaaya saari saari raat mujhe kisne jagaaya jaise koi sapna jaise koi saaya koi nahin lagta hai koi mere saath hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai neend nahin aati badi lambi raat hai dhak dhak abhi se jeeya dol raha hai aaaaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa dhak dhak abhi se jeeya dol raha hai ghunghat abhi se mera khol raha hai door abhi to piya ki mulaaqat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai neend nahin aati badi lambi raat hai neend nahin aati badi lambi raaaaaaat hai
Jaane Kya Baat Hai
jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai ab na wo pyaar na us pyaar ki yaadein baaki aag yun dil mein lagi kuchh na raha kuchh na bachaa jiski tasveer nigaahon mein liye bhaithi ho main wo dildaar nahin uski hoon khaamosh thika jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai zindagi haske guzarti to bahut achha tha khair haske na sahi roke guzar jaayegi raakh barbaad muhabbat ki bachha rakhi hai baar baar isko jo cheda to bikhar jaayegi jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai aarzoo jurm wafaa jurm tamanna hai gunaah aarzoo jurm wafaa jurm tamanna hai gunaah ye wo duniyaa hai jahaan pyaar nahin ho sakta jaise baazar ka dastoor tumhein samjhaaun bik gaya jo wo kharidaar nahin ho sakta bik gaya jo wo
jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi raasten hi raasten hai kaisa hai yeh safar dhoondti hai jisko nazren jaane hai woh kidhar jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi bechehra sa koi sapna hai woh kahin nahin hai phir bhi apna hai woh aise mere andar shaamil hai woh main hoon behta dariyaa saahil hai woh hai kahaan woh woh kidhar hai raasten kuchh to bata kaun sa uss ka nagar hai rehguzar kuchh to bata dhoondti hai jisko nazren jaane hai woh kidhar jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi suna sa hai mandir murat nahin khaali hai aaina surat nahin jeene ka jeevan mein kaaran to ho mehke kaise kaliyaan gulshan to ho shamma hai jo mujh mein
aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa jaane kya haal ho kal sheeshe ka paimaane ka jaane kya haal ho kal sheeshe ka paimaane ka aaj dar chhod chala hai koi maikhaane ka jaane kya haal ho haath tharraane lage jaam gira toot gayaaa haath tharraane lage jaam gira toot gayaaa ye koi waqt na tha aapke yaad aane kaa ye koi waqt na tha aapke yaad aane kaa jaane kya haal ho phir na sharmaoge tum apni kahaani sunn ke phir na sharmaoge tum apni kahaani sunn ke dard thoda sa mila lo mere afsaane ka dard thoda sa mila lo mere afsaane ka jaane kya haal ho bewfaai ka gila sunn ke haseen aati hai bewfaai ka gila sunn ke haseen aati hai dhundhiye aur bahaana koi tadpaane kaa dhundhiye aur bahaana koi tadpaane kaa jaane kya haal ho kal sheeshe ka paimaane ka aaj dar chhod chala hai koi maikhaane ka jaane kya haal ho
hmmmm jaane kya pilaaya tune bada mazaa aaya jaane kya pilaaya tune bada mazaa aaya jhoom uthi re main mastaani deewani jaani jaane kya pilaaya tune bada mazaa aaya paayal nahin ghungharoo nahin chham chham kaise ye hone lagi dhundhon mujhe main khone lagi hooo paayal nahin ghungharoo nahin chham chham kaise ye hone lagi dhundhon mujhe main khone lagi hua kya mujhe uyi tauba main naa jaani jhoom uthi re main mastaani deewani jaani jaane kya pilaaya tune bada mazaa aaya aisa laga tune piya kincha nazariya ki dor se dhadka mera dil zor zor se hmm aisa laga tune piya kincha nazariya ki dor se dhadka mera dil zor zor se tera naam le ke boli meri jawaani jhoom uthi re main mastaani deewani jaani jaane kya pilaaya tune bada mazaa aaya hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmm mere balam meri nazar maare sharm ke jhukne lage chalta zamaana rukne lage hmm mere balam meri nazar maare sharm ke jhukne lage chalta zamaana rukne lage aise waqt chhedo koi aisi kahaani jhoom uthi re main
jaane kya soch kar nahin guzra jaane kya soch kar nahin guzra ik pal raat bhar nahin guzra jaane kya soch kar nahin guzra apni tanhaai kaa auron se na shikva karna apni tanhaai kaa auron se na shikva karna tum akele hi nahin ho sabhi akele hain ye akela safar nahin guzra jaane kya soch kar nahin guzra do ghadi jeene ki mohalat to mili hai sab ko do ghadi jeene ki mohalat to mili hai sab ko tum bhi mil jaao ghadi bhar to ye ghum hota hai ik ghadi ka safar nahin guzra jaane kya soch kar nahin guzra ik pal raat bhar nahin guzra jaane kya soch kar nahin guzra
jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi sansanahat si huyi thartharaahat si huyi sansanahat si huyi thartharaahat si huyi jaag uthe khwaab kayi baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi nain jhuk jhuk ke uthe paanv ruk ruk ke uthe nain jhuk jhuk ke uthe paanv ruk ruk ke uthe aa gayi chaal nayi baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi zulf shaane pe mudi ek khushboo si udi zulf shaane pe mudi ek khushboo si udi khul gaye raaz kayi baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jaane Kya Aaina (1977) 03:44 12553
 
Poster of Aaina (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dharmendra, Neetu Singh
Duration : 03:44   Song Number : 12553   

Jaane Kya Baat Hai Asha Bhosle 04:54 15020
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Hindi Non Film
Year- 
1984
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:54   Song Number : 15020   

Jaane Kya Baat Hai Sunny (1984) 05:20 12047
 
Poster of Sunny (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Amrita Singh
Duration : 05:20   Song Number : 12047   

Jaane Kya Dhoondhati Rehti Shola Aur Shabnam (1961) 03:31 14254
 
Poster of Shola Aur Shabnam (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:31   Song Number : 14254   

Jaane Kya Dhoondta Hai Sur (The Melody of Life) (2002) 07:05 17880
 
Poster of Sur (The Melody of Life) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Lucky Ali
On Screen Actors- 
Lucky Ali
Duration : 07:05   Song Number : 17880   

Jaane Kya Haal Ho Kal Sheeshe Ka Maa Ka Aanchal (1970) 05:05 15726
 
Poster of Maa Ka Aanchal (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Anjana
Duration : 05:05   Song Number : 15726   

Jaane Kya Pilaaya Tune Jugnu (1973) 04:22 13467
 
Poster of Jugnu (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 04:22   Song Number : 13467   

Jaane Kya Soch Kar Kinara (1977) 03:51 20615
 
Poster of Kinara (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jitendra, Hema Malini, Shreeram Lagoo
Raag- 
Yaman
Duration : 03:51   Song Number : 20615   

Jaane Kya Toone Kahi Pyaasa (1957) 04:04 20616
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:04   Song Number : 20616